Lafze
Ishq-aashiqui-mohabbat yeh to woh lafze jo lazfon mein aa jatein hai,
Bas jo lafzon se gehre hai woh dil mein hi reh jatein hai.
Tujhe pata nahi tere liye kitna betab hoon!
Batana chahta hoon lakin zamane ke darse majboor hoon.
Bolne ke liye to hazar lafze hai,
kehna hai aur nahi bhi kehna hai,
bas baat yehan tak hi ruk jati hai.
Ab tera guzar jana tadpata nahi,
malum ho chuka hai tu mera nahi,
kisi dusre ki amanat hai,
jiska haqdaar mein nahi.
Beetein lamhe mein kya nahi paya?
Jo manga tha sab kuch mila,
bas waqt ke saath thodi daga baji ho gayi,
aur waqt ne mujhse dosti todli.

Comments
Post a Comment